Taaron Ko Mohabbat Amber Se | Aesthetic Status | Jaise Dil Ko Mohabbat | Salman Khan | #90s
Taaron Ko Mohabbat Amber Se - Shaadi Karke Phas Gaya Yaar (2006) Salman Khan | Shilpa Shetty All Credit:- Singers: Alka Yagnik, Udit Narayan Song Lyricists: Jalees Sherwani Starring: Salman Khan, Shilpa Shetty Director: K. S. Adhiyaman Producer(s): Bubby Kent Music Director(s): Sajid Ali, Wajid Ali, Daboo Malik Lyricist(s): Jalees Sherwani, Salim Bijnori, Manohar Iyer, Shabbir Ahmed Composer(s): Sajid Ali, Wajid Ali, Daboo Malik Release on: 4th August, 2006 ==== Song Lyrics:-👇🏼 ==== Taaron ko mohabbat ambar se Phoolon ko mohabbat shabnam se Jaise dil ko mohabbat dilbar se Taaron ko mohabbat ambar se Phoolon ko mohabbat shabnam se Jaise dil ko mohabbat dilbar se Humein aise mohabbat hain tum se Ab tum bhi kaho na kuch hum se Sawan ko mohabbal badal se Aankhon ko mohabbat kajal se Peron ko mohabbat payal se Humein aise mohabbat hain tum se Humein aise mohabbat hain tum se Koi nahi tha jiske liye hum Jaan apni dete, duniya lutaate Koi nahi tha nazron main apni Jisko sanam, apna banate Sapnon ko mohabbat aankhon se Aankhon ko mohabbat raaton se Raaton ko mohabbat yaadon se Humein aise mohabbat hain tum se Humein aise mohabbat hain tum se Sab kuch tha lekin saajan nahi tha Baadal hi dekhe saavan nahi tha Hum se shikayat karta tha yeh dil Surat mili thi darpan nahi tha Haathon ko mohabbat kangan se Nathni ko mohabbat dulhan se Sanson ko mohabbat dhadkan se Hai aisi mohabbat saajan se Hai aisi mohabbat saajan se Sawan ko mohabbal badal se Aankhon ko mohabbat kajal se Peron ko mohabbat payal se Humein aise mohabbat hain tum se Humein aise mohabbat hain tum se Taaron ko mohabbat ambar se Phoolon ko mohabbat shabnam se Jaise dil ko mohabbat dilbar se Taaron ko mohabbat ambar se Phoolon ko mohabbat shabnam se Jaise dil ko mohabbat dilbar se Humein aise mohabbat hain tum se Humein aise mohabbat hain tum se Humein aise mohabbat hain tum se Humein aise mohabbat hain tum se. #Taaron_Ko_Mohabbat #UditNarayan #SalmanKhan #alkayagnik #abhijeet #ShaadiKarkePhasGayaYaar