O kanha ab to murli ki madhur suna do tan

O kanha ab to murli ki madhur suna do tan

#krishna #krishnabhajan #radhakrishna Bhajan lyrics:πŸ‘‡ O kanha ab to murli ki madhur suna do taan O kanha ab to murli ki madhur suna do taan Main hu teri, prem deewani, mujhko tum pehchaan Madhur suna do taan O kanha ab to murli ki madhur suna do taan Jabse tum sang maine apne, naina jod liye hai Kya maiya kya babul sabse, rishte thod liye hai Tere milan ko vyakul hai ye kabse mere praan Madhur suna do taan O kanha ab to murli ki madhur suna do taan Saagar se bhi gehari mere prem ki geheraai Lok laaj kul ki mariyada saj kar main toh aayi Meri preeti se o nirmohi ab na bano anjaan Madhur suna do taan O kanha ab to murli ki madhur suna do taan Main hu teri, prem deewani mujhko tum pehchaan Madhur suna do taan madhur suna do taan Madhur suna do taan.