![Zaroori Tha [Slowed + Reverb] - Rahat Fateh Ali Khan | Sad Lofi Songs | Lofi Vibes](https://krtube.net/image/IEbeDH-mQ5o.webp)
Zaroori Tha [Slowed + Reverb] - Rahat Fateh Ali Khan | Sad Lofi Songs | Lofi Vibes
Zaroori Tha [Slowed + Reverb] - Rahat Fateh Ali Khan | Sad Lofi Songs | Lofi Vibes __________________________________________ #LofiVibes #Lofi #SadLofi __________________________________________ BEST EXPERIENCE USE HEADPHONE ❤️🎧 LIKE / SHARE / SUBSCRIBE ❤️🔔✅ ________________________________ Song Credit - ❤️🌼 • Rahat Fateh Ali Khan - Zaroori Tha ________________________________ Song Details - ❤️🍁 Song: Zaroori Tha Album: Back 2 Love Singer: Rahat Fateh Ali Khan Lyricist: Khalil-Ur-Rehman Qamar Music: Sahir Ali Bagga Cast: Rahat Fateh Ali Khan, Kaushal Tondon, Gauhar Khan Music Label: Ustad Rahat Fateh Ali Khan ________________________________ LYRICS 🎼🎵 Lafj Kitne Hi Tere Pairon Se Lipte Honge Tune Jab Aakhiri Khat Mera Jalaya Hoga Tune Jab Phool Kitabon Se Nikale Honge Dene Wala Bhi Tujhe Yaad Toh Aaya Hoga Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi Zaroori Tha Mohabbat Bhi Zaroori Thi Bichadna Bhi Zaroori Tha Zaroori Tha Ke Hum Dono Tawaaf-E Arzoo Karte Magar Phir Arzoo'on Ka Bikharna Bhi Zaroori Tha Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi Zaroori Tha Batao Yaad Hai Tumko Woh Jab Dil Ko Churaya Tha Churayi Cheez Ko Tumne Khuda Ka Ghar Banaya Tha Woh Jab Kehte The Mera Naam Tum Tasbeeh Mein Padhte Ho Mohabbat Ki Namazo Ko Kaza Karne Se Darte Ho Magar Ab Yaad Aata Hai Woh Baatein Thi Mehaz Baatein Kahin Baaton Hi Baaton Mein Mukarna Bhi Zaroori Tha Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi Zaroori Tha Wahin Hai Sooratein Apni Wahin Main Hoon Wahin Tum Ho Magar Khoya Hua Hoon Main Magar Tum Bhi Kahin Gumm Ho Mohabbat Mein Daga Ki Thi Jo Kaafir The So Kaafir Hain Mili Hain Manzilein Phir Bhi Musafir The Musafir Hain Tere Dil Ke Nikaale Hum Kahan Bhatke Kahan Pahunche Magar Bhatke Toh Yaad Aaya Bhatakna Bhi Zaroori Tha Mohabbat Bhi Zaroori Thi Bichadna Bhi Zaroori Tha Zaroori Tha Ke Hum Dono Tawaef-E Arzoo Karte Magar Phir Arzoo'on Ka Bikharna Bhi Zaroori Tha Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi Zaroori Tha ____________________ *DISCLAIMER: ⚠️ [This Following Audio/Video is Strictly meant for Promotional Purpose.] We Do not Wish to make any Commercial Use of this & Intended to Showcase the Creativity Of the Artist Involved.* The original Copyright(s) is (are) Solely owned by the Companies/Original-Artist(s)/Record-label(s).All the contents are strictly done for a promotional purpose *DISCLAIMER: As per 3rd Section of Fair use guidelines Borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for fair use. ............................... *FOR REMOVAL/(copyright issues) If You Wish to Remove This, Please Contact Me ⬇️⬇️ Email : [email protected] (We Will Remove Within 24hrs)